apne kal ko jo main yd karun,
Kuch chehre samne aate hain,
Kch jo aaj nai hain saath,
Kch ne chora nai h haath.
Apne kal ko yd karun to,
Aj begana sa lgta h.
Kbhi sath thi kitni khushiyan,
Aj sapna sab lgta h.
Apne kal ko yd karun to,
Wo khwab nazar me ata h.
Pura na ho saka jo kbhi,
Wo sansar nazar me ata h.
Apne kal ko yd karun to,
Wo yr bda yaad ata h.
Jo mil na ska mjhe kbhi,
Wo pyr bahut yd ata h.
Apne kal ko yd karun to,
Bchpan muskan le ata h.
Jb khushi gum sb ek se the,
Jb rone se sb mil jata tha.
Wo yr jisne kbhi thama tha hath,
Vaada kiya tha ki nai chorega sath.
Lga tha wo kch apna sa,
Aaj mehej h adhura sapna sa.
Kyn log chale yun jaate hain,
Na pehchan hume wo pate hain.
Krte hain vaade wo aise,
Apno se bdh kr apne ho jaise.
Aaj kahan wo bachpan h,
Aansu b nai behte hain.
Kitne b baha lo ashk yahan par,
Sbko jhuthe he lgte hain.
To apne kal ko kyn yd karun main,
Jb wo h mere saath nai.
Dil tod k jalim ye zamana sara,
Kehta h k koi bt nai...