Tuesday, 2 October 2012

jab tak hai jahan


Teri aankho ki namkeen mastiyaan
Teri hansi ki beparwah gustaakhiyaan
Teri zulfon ki lehraati angdaaiyaan
Nahin bhoolunga main
Jab tak hai jaan, Jab tak hai jaan 
Tera haath se haath chodna
Tera saayon ka rukh modna
Tera palat k phir na dekhna
Nahin maaf karunga main
Jab tak hai Jaan, Jab tak hai jaan 

No comments:

Post a Comment